Pages

Subscribe:

Ads 468x60px

Tuesday 1 May 2012

ALLAH(SWT) Ko US Ke Naam Se Pukaro


“Tum nay Bible ko kis zaban mai parha?”
“English mai.”
“Aur Quran ko?”
“Arabic mai.”
“Tum nay Bible ko kis umar mai parha?”
“19 saal ki umar mai.”
“Aur Quran ko?”
“10 saal ki umar mai.”
Woh chand lamhay khamooshi say uss ka chehra dekhti rahi.
“Tum nay Bible ko 19 saal ki umar mai sukoon k liye uss zaban mai parha,jisay tum jantay ho aur tumhain laga kay tumhain sukoon mil gaya hai.Tum nay Quran Pak ko 10 saal ki umar mai sird zaroorat k liye uss zaban mai parha jisay tum jantay tak nahi aur tumhain laga kay tumhain kuch nahi mila.”


An Excerpt From:
Haasil

0 comments:

Post a Comment